Hasti Ko Muhabbat Main Fana Kon Karega?
Ye Farz Zamanay Main Ada Kon Karega?
Hathon Ki Lakeeron Ko Zara Dekh Najomi
Ye Dekh Mere Sath Wafa Kon Karega?
Ye Farz Zamanay Main Ada Kon Karega?
Hathon Ki Lakeeron Ko Zara Dekh Najomi
Ye Dekh Mere Sath Wafa Kon Karega?

